WordPress.org Par Free Blog kaise banaye. jankari in hindi ?

Hey Supporters, aaj hum aapko sikhane wale hai WordPress.org par free blog kaise banaye aaj hum aapko batane wale hai dosto aaj ki post aapke liye bahut hi spacial ho sakti hai kyoki jaha tak mera kahna hai aapne bahut saare ese blog padhe honge jisme aapko WordPress par blog banane ke baare bataya jaata hai lekin vo WordPress.com hai jaha aap free blog bana sakte hai lekin usme aapko jyada features nahi milenge or jo aaj mai aapko batane ja raha hu usme aap sabhi A+Z features ko use kar sakte ho. or isme aapko kuch bhi paid nahi karna padega yeh bilkul free banaya jayga or sirf 30 minutes me aap apna ek achha blog bana sakte ho so let's start.
WordPress.org Par Free Blog kaise banaye

WordPress.org Par Free Blog kaise banaye?

Dosto WordPress Blogging ka No. 1 Platform mana jata hai lekin agar baat free vs paid ki aaye to jyada se jyada log Blogger par blogging karte hai kyoki WordPress me Monthly paid karna padta hai. or blogger bilkul free hai. agar mai apne baare me baat to mai bhi abhii tak blogger.com par hi blogging karta hoon or abhi tak maine isme kisi bhi cheej me koi bhi paise nahi lagaye  but mai mahnat puri karta hoon or nahi maine abhi tak domain kharida hai or kal mera adsense account bhi approved ho chuka hai. so friends me aapse yeh kahna chahta hoon ki blogger.com hi ek esa no 1 platform hai jaha aap free me kuch mahnat karke successful ho sakte hai. so chalie jyada time waste na karte hue starts karte hai.
Dosto WordPress.org par free blog banane ke liye aapko  sabse pahle freenom.com par apne google account dwara login karna hoga login karne ke baad aapko navigation me ek Services ka option dikhega jisme aapko Register a New Domain par click karrna hai.

WordPress.org Par Free Blog kaise banaye

ab aapko ek find karna hai Find Your New Domain me apne domain ka address daliye or Check Availability button par click kijie or .tk domain ko chhodkar koi bhi domain select kijie jaise maine .ml select kiya hai. select karne ke baad Get it Now Button par click kijiye. or is domain ko  checkout kijiye.

WordPress.org Par Free Blog kaise banaye

ab aapke samne ek page open hoga jisme aapko USE DNS par click karke Nameserver add karna hai Nameserver add karne ke liye aapko sabse pahle hosting ki site par jana hai jaha se hum free hosting lenge so hume apne browser ki new tab open karni hai or usme type karna hai infinityfree.net is site par jakar ab clientarea button par click karke ab aapko Register Now par click karke Sign Up karna hai Sign Up karne ke baad aapko login karna hai dashboard me login hone ke baad aapko +New Account button par click karna hai or phir ek page open hoga jisme Nameserver hota hai ab aapko dono nameserver copy karke domain freenom wali tab open karni hai or jisme nameserver ke 2 colum hai waha aapko dono nameserver paste karne hai nameserver kuch is trah hoga ns1.epizy.com ns2.epizy.com

WordPress.org Par Free Blog kaise banaye

nameserver paste karne ke baad continue par click karke aapko domain process pura kar lena hai or domain process pura karne ke bad jaha se aapne nameserver copy kiya tha waha Enter Your Own Domain me apna freenom wala domain dal dena hai. i'm not a robot par tick karke create account par click kar dena hai Phir aapko OPEN CONTROL PANEL par click karke aapko aapke cPanel me redirect kar diya jayga or phir aapko scroll karne ke baad SOFTWARE section dikhai dega jisme aapko Softaculous Apps Installer par click karke ab aapko WordPress install karna hai. or apni website ko wordpress par customize karna hai.

so bas aaj ke liye itna hi dosto maine aapko ye shortly bataya hai agar agar mai wordpress install karna batata to yeh post bahut jyada badi or kuch dino se me blogging ko jyada time bhi nahi de paa raha hoon dosto jyada se jyada log freenom se domain lena jante hai or wordpress install karna bhi but jinhe nahi pata ve google par search kar sakte hai but hamara jo main topic tha wo aapko WordPress.org par free domain or free hosting ke sath blog/website banana tha so friends ummed karta hoon aapko yeh article pasand aaya hoga so ise apne dosto ke sath social media par jaroor shere kare thank you so much for reading my article.

Post a Comment

17 Comments

  1. Brother muze ye theme chahiye, kya aap muze ye theme de sakte ho cheap rate me?

    ReplyDelete
  2. Its good for learning and important website ,Thanks for us

    ReplyDelete
  3. Its good for learning and important link , Thanks for this to provide

    ReplyDelete
  4. bhai is theme ka link mujhe do. me tumhe backlink dunga.

    ReplyDelete
  5. hum blogspot me kya hindi font me nahi likh sakte???
    btana jrur

    ReplyDelete
  6. my email: sbbasudev1@gmail.com

    ReplyDelete
  7. agar hm WordPress.com lgakar WordPress mein free mein blog bnane par theme kyu nhi change hota Hain

    ReplyDelete
  8. Apne kaha se theme download ki hai plz link

    ReplyDelete