Guest Blogging Kya hai ? or isse paise kaise kamaye ?

Hello Friends Mera Name hai Sameer Ali or aaj ki is Post me Hum baat karne wale hai Guest Blogging ke baare me "Guest Blogging Kya hai?" is Post me hum aapko Bataynge ki Guest Blogging kya hota hai. ise kaise karte hai. ise free karna chahie ya phir paiso ke liye Friends Please is post ko pura padhe kyoki Guest Blogging se Related Jitne bhi aapke man me Question honge is post ko pura padhke aapko unke Answer mil jaynge So Chalie Start karte hai Guest Blogging ke baare me.

Guest Blogging kya hai

Friends Guest Blogging ki Jankari Jin Logo ko hai aaj vo Guest Blogging se kisi ke Blog ke liye Likhkar achha paisa or name kama rahe hai. Dosto Guest Blogging  [2] Type ki Hoti hai [1] jo hum paise ke liye karte hai. for example: hum kisi blog ke liye post likhkar usse paise lete hai ek post ke 400-500 mil jaate hai. ise hum paiso ke liye karte hai. or [2] hum yeh kisi paiso ke liye nahi karte hai hum yeh apne passion ke liye karte hai. logo ki help karke unki dua ke liye karte hai for example: maan lijiye ki aap mere Blog Support Tech India per Guest Post karte hai mai aapko paise to nahi de sakta but aapki help kar sakta hoon or aapko fayda bhi hoga aapko dofollow backlink milega or hamare visitor aapki post read karenge so yeh hum bina kisi paiso ke liye karte hai.

Guest Blogging kya hai?

Friends Guest Matlab mehman or blogging ko to aap jaante hi honge to kisi dusre ke blog per apne write kiye gaye post publish karna Guest Blogging hota hai. so jaisa ki maine uper bataya hai guest blogging [2] Target se ki jaati hai. dosto aaj ki is duniya me kuch log ese hai jo logo ki duao ke liye likhte hai or bilkul free me. or kuch log ese hai jo paiso ke liye likhte hai lekin mai unhe galat nahi kahunga ki ve paiso ke liye kyo likhte hai har inshaan ke paas kuch na kuch majburi hoti hai kisi ko paiso ki jaroora to kisi ko logo ki duao ki jaroorat lekin har inshaan ke paas jaroorat jaroor hoti hai dosto mai unhe suggest karta hoon ki sabko apni mahnat ka fal jaroor milega kisi ko jaldi to kisi ko der me so chalie ab jante hai guest blogging se paise kamane ke baare me.

Guest Blogging se paise kaise kamaye?

Dosto Guest Blogging se paise kamana istna aasan nahi jitna aap soach rahe hai. agar aap Talented hai or aapke andar kuch talent hai. jo aap kisi ke sath shere karna chahte hai. aur aapka khud ka blog bhi nahi hai. to aap kisi achhe blog ke founder se baat karke uske liye permanent write kar sakte hai. or isse aap per post 400-500 kama sakte hai. lekin ab aap soach rahe honge ki isme itna hard kya hai. yeh to bahut aasan hai lekin jaisa maine kaha yeh jitna aasan hai utna hai nahi kyoki agar aap kisi ke liye paiso me write karte hai. to vo aapko ese hi paise nahi dega uske liye aapko post kuch esa likhna hoga jisse reader us blog ke fans ho jaay phir usse vo founder aapko khushi-khushi paise dega or usse aap us blog ke permanently writer ban jaynge. dosto bahut ese blog hai jinke through aap guest post kar sakte hai magar aapko yeh sabhi karne ke liye blogging vah post ki writeing ki achhi jankari honi chahie. varna aap jankari online le sakte hai. agar aapko jankari pahle se ho to or bhi achha hai so aap samajh hi chuke honge guest blogging se paise kaise kamate hai.

Guest Blogging ke fayde?

agar aap kisi ke blog per guest post karte hai to uske baut fayde hai jinme se ye bhi hai yeh fayde un logo ke liye hai jo free me logo ki help ke liye guest post karte hai kyoki jo log paise lekar karte hai unko isme kuch bhi fayda nahi hota hai sivay paiso ke alawa so chalie guest blogging ke fayde jante hai.

  • Post me aapka name author box ke sath aata hai jisme aapke blog ko backlink milta hai or apke blog ki traffic increase hoti hai?
  • isse apki achhi pahchan banti hai for ex: agar koi aapki post padhega vo yeh bhi soachega ki yaar post to bahut achhi likhta ye so kyo na mai apne blog ke liye likhwa lu
  • Agar aap paiso ke liye karte hai to aap sirf paise kama sakte hai without kisi naam ke.
  • Or agar aap logo ki help karke logo ki dua lena chahte hai to ye aapka sabse achha fayda hai
  • Or isse aapke achhe se achhe blogger ke sath contact hamesha rahega 
Last Word: So friends ummed karta hoon ki aapko yeh post achhi lagi hogi aur aap samajh bhi chuke honge ki guest blogging kya hai. aur haan agar aapko meri yeh post pasand aayi hai to please ise apne dosto ke saath social media per jaroor shere kare or please comment karke jaroor bataye ki aapko yeh post kaisi lagi hai. thanks phir milenge next post me.

Post a Comment

53 Comments

  1. vese me aapki mehnat ki kadar krta hu. ek web developer hi dusre developer ko jan sakta hai or uski mehnat ki kadar krta hai vese aapne ye post bhut acchi likhi hai or aap eski homepage design par thoda dyan de kyuki yah thodi slow loading hoti hai,
    dusri bat yah ki aap mujhe youtube intro kaise bnaya, or logo kaise bnaya or knha se bnaya eske badle me aapko search bar ke code send karunga thank you

    ReplyDelete
  2. bhai aap kaha se ho aur aaapne is theme ko kaha se liya hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bro. mai Loni Ghaziabad se hoon or ye koi theme nahi hai mai ek web designer hoon yeh maine khud design ki hai. agar aap chaho to aap mujhse apni website design kara sakte ho.

      Delete
  3. Bro mera adsense account approved nahi ho raha hai agar ho gaya to ho sakta hai mei aapki service ko accept kar lu.adsense account ko approve karwane kya aap meri help kar sakte hain.

    ReplyDelete
    Replies
    1. yes mai aapki help karunga but pahle aap yeh batao ki aapke blog par traffic kitna aa raha hai ?

      Delete
  4. Nice Share sir please check my website and review please I'm noobz in blogging GyaniHub.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapka blog bilkul theek hai and always connected with us

      Delete
  5. bro mene aapke blog ke liye nhi kha hai saruf ji ke blog ki bat kar rha hun

    ReplyDelete
  6. hello bro appne apna logo knha se bnaya hai

    ReplyDelete
  7. thank you very much and keep visiting my website

    ReplyDelete
  8. hey sameer aap logo kaise bnate hai please reply jarur karna yar

    ReplyDelete
  9. BHAI EK HELP OR CHAHIYE THI AAPNE YOUTUBE INTRO KAISE BNAYA HAI

    ReplyDelete
  10. bro agar aapko koi simplify 2 ka primium version dunga aap mujhe apne blog ke template ki copy bhej do meri fb id-https://www.facebook.com/yogesh0104 hai agar deal karna chahte ho to contact karna early thank you

    ReplyDelete
  11. hi i,m yogesh please call ek jruri kam hai
    9785115697

    ReplyDelete
  12. I Think ki sayad ye theme ek child theme hai aur ye Supportmeindia.com par use hoti hai...
    Am i right?

    ReplyDelete
    Replies
    1. you are rong bro ye blog blogger par hai isme koi child theme use nahi hoti ok

      Delete
  13. Sameer bhai aapki ye blogger theems mil sakti hai kya...

    ReplyDelete
    Replies
    1. off course bro. but ye paid template hai. ye aapko purchase karna padega

      Delete
    2. Amazing theme brother... Price Kya hai theme ka?

      Delete
  14. Bhai kya aap ye template de sakte ho? kitna pay karna hoga.?

    ReplyDelete
  15. Jabardast blog hai aapka,fan ho gya me toh

    ReplyDelete
  16. Sir hamare blog ke liye koi seo tips bataiye. Search engine se traffic nai aa raha LOLBABU.IN

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bro. aap is post ko padho on page seo tips or hamesha dusro ke blog par comment karo traffic increase jaroor hoga

      Delete
  17. Bhai Kamaal Ka Blog Design kiya Hai
    Ye un logo ke mooh pr tamacha hai jo bolte hai ki blogger bekar hai

    ReplyDelete
  18. hi meri facebook id par frnd request bhejo https://www.facebook.com/yogesh0104

    ReplyDelete
  19. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. nahi bro isme aapko kisi bhi cheej me kuch bhi problem nahi aaygi ok

      Delete
  20. Aapko kaise pay karna hai?
    Kya aap is theme ko sale karle buy karne wale ko support denge?
    Kyoki theme set karne ke liye thoda guide and support ki jarurat padti hai,

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
    2. Sir pay kaise karna hai ye bata dijiye,

      Me is theme ko pane ke liye betab hoo,

      Delete
  21. Is theme ke kafi charche ho rahe hai,sabhi ise dekh kar heran rah jate hai,

    Is theme ki ek bat mene padhi hai agar aapki permission ho to yaha par batau,

    Mera yaha comments me name unknown show ho raha me apna name set nahi kar pa raha hoo,

    ReplyDelete
    Replies
    1. template ki tareef ke liye thanks. but jab aap comment karte hai to ya to aap apne email dwara kare ya name/URL option dwara kare template me koi problem nahi hai or sabhi ke name aate hai ok

      Delete
  22. Sir isme sirf ek hi kami hai isme search box nahi dikh raha hai,

    Aur ek bat is theme ka admin panel(layout) kaisa hai? Ye muje dekhne ki ichcha ho rahi hai, agar aap dikha sakte hai to,

    ReplyDelete
    Replies
    1. bro jab aap template buy karenge to mai search bar add kar dunga or admin panel baki template ki trah easy or simple hai ok

      Delete
  23. Very nice design and customize bro.Your work is very amazing

    ReplyDelete
  24. Hello bhai kya muje aapke is blog ka template mil sakta hai ?? Isi tarah ka

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai aap isi tarah ki template mujhse design Kara sakte hai woh bhi low cost me

      Delete
  25. Blogger ki isse achchi theme aur koi ho hi nahi sakti,

    Realy muje is theme ko dekh kar bahot khushi hui,

    Sir ek sawal muje bhi is theme ko buy karna hai,

    Lekin ise new tab me open karne par do bar load hota hai,
    Aur 1st time load bhi 2 bar hota hai,

    Matlab pahli bar jab load hota hai, to browser ki line 80% load hone ke bad fir se 1% se load ho kar open hoti hai,

    Jabki aapki dusri theme hai wo bilkul sahi se ek bar me hi open ho jati hai,

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap ise buy kar sakte hai isme kuch bhi problem nahi hai agar koi problem hoti to mai ise use nahi karta ok

      Delete
  26. Mujhe Theme Buy Karni Hai Please Contact With Me thesahildadwal@gmail.com

    Fast Contact I'm Waiting

    ReplyDelete

  27. Now you can buy 100% brand new, One of the world's best bitcoin mining machine direct from china at very low price. Most efficient Bitcoin miner Antminer S9 available in stock ready for sale with free shipping through DHL.

    ReplyDelete
  28. This information is genuinely appreciable and got to learn a lot new detail about guest posting. Much thanks for making such a commendable guidance accessible here. Continue posting and keep your blog updated with such informative detail. Professional Web design services are provided by W3BMINDS- Website designer in Lucknow.
    Website Design Agency | Website design company in Lucknow

    ReplyDelete
  29. sir bahut hi badhiya website hai aapki but ads nahi hai kyu esa
    Jio 149 plan details in hindi

    ReplyDelete
  30. बहुत अच्छे से आपने अपनी बात को समझाया है !!

    महत्वपूर्ण जानकारी उन सभी के लिए जो भी ब्लॉगिंग की दुनिया में शुरूआती चुनौतियों का सामना कर रहे है.

    ReplyDelete